Maths Formulas PDF Download, Math Formula PDF in Hindi: Jaise ki aap sabhi jante hain ki hum daily badhiya study material aapko provide karate hain. Aaj hum apke liye ek bahut hi important post lekar aaye hain. Is post me hum aapke sath Maths Formulas Pdf lekar aye hain. Is pdf me lagbhag 1500+ Maths ke formulas apko milenge. Aap Sabhi in ganit Sutra ka PDF Niche diye huye download button par click karke bahut hi asaani se download kar sakte ho.
To Agar Aap kisi bhi Competition jaise SSC CGL, Banking etc. ki taiyari kar rahe ho. To Ye maths ke formulas apko zarur download karne chahiye. Kyuki inse aapko bahut kuch content milega. To der kis baat ki abhi is maths notes ko pdf me download kijiye. Aur apne computer ya mobile me save kar lijiye.
Maths Formulas PDF
Yahan main apko kuch examples dikha raha hu ki aapko is notes me kis tarah ke maths tricks milengi. Ye dkhiye apko is tarah ka content is book me milega. yahan main kuch hi dikha raha hu. Jabnki is pdf me 1500+ Aise hi tricks aur formulas uplabdh hai.
- Number Sets
- Algebra
- Geometry
- Trigonometry
- Matrices And Determinants
- Vectors
- Analytic Geometry
- Differential Calculus
- Integral Calculus
- Differential Equations
- Series
- Probability
Download Maths Formulas PDF Notes
Ye sabhi ganit ke sutra students ke liye bahut zaruri hote hain. Kyuki koi lambe sawal ko ham fomula ki help se hi asaani se solve kar pate hain. Yahan aap sabhi ki jaankari ke liye bata de ki ye ganit sutra pdf me uplabdh sutra SSC, Railway, UPSC, UP Police etc. Exams ke liye bahut hi mahtvpurn hain. Aap sabhi in sutra ko apne mobile phone me download karke rakh sakte hain aur zarurt ke hisab se kabhi bhi access kar sakte hain. yahan niche hamne ganit ke sutra uplabdh kara diye hain taaki aap sabhi ko ye idea ho jaye ki is book me kis tarah se math formula diye hain.
- a2 – b2 = (a – b)(a + b)
- (a+b)2 = a2 + 2ab + b2
- a2 + b2 = (a – b)2 + 2ab
- (a – b)2 = a2 – 2ab + b2
- (a + b + c)2 = a2 + b2 + c2 + 2ab + 2ac + 2bc
- (a – b – c)2 = a2 + b2 + c2 – 2ab – 2ac + 2bc
- (a + b)3 = a3 + 3a2b + 3ab2 + b3 ; (a + b)3 = a3 + b3 + 3ab(a + b)
- (a – b)3 = a3 – 3a2b + 3ab2 – b3
- a3 – b3 = (a – b)(a2 + ab + b2)
- a3 + b3 = (a + b)(a2 – ab + b2)
- (a + b)3 = a3 + 3a2b + 3ab2 + b3
- (a – b)3 = a3 – 3a2b + 3ab2 – b3
- (a + b)4 = a4 + 4a3b + 6a2b2 + 4ab3 + b4)
- (a – b)4 = a4 – 4a3b + 6a2b2 – 4ab3 + b4)
- a4 – b4 = (a – b)(a + b)(a2 + b2)
- a5 – b5 = (a – b)(a4 + a3b + a2b2 + ab3 + b4)
Name of Subjects: | Maths |
Name of Book: | 1300 Math Formulas |
Total Number of Pages: | 338 Pages |
Mode: | |
Language: | English |
Size: | 7 MB |
Download Maths Formulas PDF
यहाँ इस PDF में आपको math के लगभग सभी महत्वपूर्ण फ़ॉर्मूले इस PDF में मिलेंगे आप सभी नीचे दिए हुए download बटन से आप आसानी से इस बुक का PDF अपने मोबाइल या कंप्यूटर में download कर सकते हो.
- LCM और HCF का Practice Set PDF Download करें
- Geometry (क्षेत्रामिति) Formulas in Hindi PDF Download
- Kiran Prakashan SSC Math Book PDF Mein Download Kare
- 1500+ Important Maths Formulas For SSC CGL PDF Download
- Geometry Important Tricks & Notes in Hindi {PDF Download}
- R.S. Agrawal Math Book PDF मे Download करे कम्पटिशन की तैयारी के लिए
- SSC CGL और Bank के लिये Advanced Maths Notes PDF में Download करें
- Rakesh Yadav SSC Maths Book के सभी chapters Download करें
- SSC CGL Trigonometry Notes Handwritten PDF Download
- RAKESH YADAV CLASS NOTES (ARITHMETIC + ADVANCED) PDF
To Dosto Ye the Maths Formulas PDF Download. Hame Asha hai apko ye notes pasand ayenge aur Apki Exams Preparation Karne me Upyogi Saabit Honge. Agar Aapko ye notes pasand aye to inko apne friends ke sath WhatsApp aur Facebook Par jarur Share Kijiye. Taaki wo bhi in notes ka Labh Le sake.
Railway new practice set assistant loco pilot
Thanks
Hello sir
Love this website…
nice sir
hello my name mohd kaisar and my math sit